Mere dost. Mai apne jiwan ka har khushi har dard share karana chahata hu hame lagata hai sab ke jiwan me dard aur gam ata rahata hai jiske pas khushi rahati hai wah dost apni bat kam hi share karte hai aur jin dost ke pas dard rahata hai wah dost aksar apni bate ek dusare se share nahi karte hai aur apne man hi man me apne dard ko daba kar rakhate hai jis se age chalkar pachhatawa hota hai.
Mai dost se yehi kahana chahata hu jo apke dil me baate ho wah bate apne dost yar se share kar sakte hai aisa karne se dil ko thora sakun milta hai
Apne bate apne dil me daba kar mat rakho wah dard wah bate andar andar hi dil khokhala kar deti hai ta dil pathar bana deti hai aisa lagta hai ki duniya me mrea koi nahi hai.
Dosto yes duniya bahut achhi hai bas jina ka tarik achha nek hona chahiye.
Nice information
ReplyDelete